Friday 3 November 2017

Sai Bhajan And Qawali By Janab Hamsar Hayat Nizami in Govindpuri

Hai ajab tarah ka saaman teri shirdi mein

Aata hindu hai musalman teri shirdi mein

Aaye jitney bhi pareshaaaaaaaaaaaaann teri shirdi mein

Kaam sabke hue aasaan teri shirdi mein



Deewana tera aaya baba teri shirdi mein

Deewana tera aaya baba teri shirdi mein……….



Najraana dil ka laya- 2 baba teri shirdi mein…..

Deewana tera aaya baba teri shirdi mein



Mil mujhko mere baba bharni tumhe padegi-

Jholi main khali laya re baba -, baba teri shirdi mein………….

Deewana tera………………..

Main deewana ho gaya re main deewana ho gaya-



Yu to hazaro manjar dekhe hain hasin maine

Dil ne sukoon paya re baba- 2, baba teri shirdi mein………….

Deewana tera………………..

Main deewana ho gaya re main deewana ho gaya-



Shirdi ko chod kar main kahi aur kaise jaun –

Sab kuch to yahi paya re baba – , baba teri shirdi mein………….

Deewana tera………………..

Main deewana ho gaya re main deewana ho gaya-



Wo ho Ram Krishn Vishnu, ya ho sherawali maiya –

Mujhe tu hi nazar aaya re baba -  , baba teri shirdi mein………

Deewana tera………………..

Main deewana ho gaya re main deewana ho gaya-



Na kabhi main bhool paya, teri shirdi ka vo manjar -

Bhagwan nazar aaya re baba allah bhi nazar aaya, baba teri shirdi mein………….

Deewana tera………………..

Main deewana ho gaya re main deewana ho gaya-

Deewana tera………………..

Deewana tera………………..


Hamsar is the son of Hayat Nizami Qawwal, and the nephew of the world famous Meraj Ahmed Nizami, whose family have been performing Qawwali at teh Dargah (tomb) of the Chishti saint Nizamuddin Aulia in Delhi for many generations. Hamsar, 37, received his training in qawwali music from his father, whom he sang with since he was a child, and learned the nuances of Persian, Urdu and Hindi lyrics from his uncle. While both father and uncle have left indelible marks on his style, Hamsar also strives to evolve his own characteristic manner of singing. His voice has a sound classical base, as he uses elaborate improvisations and ornamentations of the classical style, such as taans (long crescendos), gamaks and murkis (vacillations of the voice). 

I love his bhajans since the day I saw him in Govindpuri,his way of singing brings tear in eyes you feel eternal peace.The qawali has the charm of bringing you near the divinity, you feel lost remembering one and only god when you start listening and clapping with him seeing him performing in the stage.Most of nights in Govindpuri I spent in roadside bhajan by him and a crowd of ladies and old people feel overwhelmed as he started singing,the demonstration of the sai baba and other god goddess also give much charm to the performance. 


No comments:

Post a Comment