Thursday, 12 January 2017

Galib tere yaad mai

Kahata hai dil o galib hame teri jarurat nahi,
hamare labjo pe tere bol mithe lagte hai

chahe jamana hame bhala bura kahta rahe ,
ham khudko niharte huye muskurana nahi chhorte

wo shama kya shama jo jal na sake 
wo gana kya gana hai khud  hi gaa na sake ,


wo muskurana kya muskurana hai jispe ek selfi hi jhalak na dikhla sake,
tabajjo ham dete nahi aap pe kyuki hame sikhana nahi,
aaina khud selfie bankar chherhta hai lekin hame ab bhi jatana nahi aata


Wo lete rahe nam modee ka ham sirf muskurate rahe.
wol lete rahe nam modi ham sirf muskurate rahe

chahe chiriya khet chugne ke baad note barsate rahe
chahe chirhiya khet chugne ke baad note barsate rahe

ham lete rahe nam modee ka yu hi muskurate rahe
Galib ki diwangi,meera ki diwangi hamse na kuch kahta hai

Rahiman doho nai to jamane ko ruswa kar diya
ham sirf gaau gaau mai gungunate rahe ,galib ke shero mai mera dil khota gaya

chandan ke perh ke lipatte saapo ke misal ham dete rahe
wo chai ka cup leke gauu gauu ghumte rahe
ham sirf galib ko yaad karte rahe

ghor ghata tapowan kinar unko yad karte
ghor ghata tapowan kinar unko yad karte

mere aasu ban gaye angare lekin wo ruswa ho baithe rahe
chahe selfie unka nam hi lete rahe hai

facebook nai kya kar dala mere dil ka
google pe gana ham likhte rahe

wo lete rahe nam rahim ka
ham sirf muskurate rahe
chun chun ke baati diya ka
is gallli aur us galli ham firte rahe

baat baat pe mithi muskan se
haste hasate chalte huye

ham kho gaye usee duniya mai banke jogan
jaha galib hame pyar karte rahe hai
ham mad mastani hokar khote rahe

No comments:

Post a Comment